Image for BODY LANGUAGE (Hindi)

BODY LANGUAGE (Hindi)

See all formats and editions

Vartman me sarvjanik jivan jine wale pratyek vykti chahe vah vidhyarthi, grihni ya koi aur ho khastaur par office mai kaam karne walo ke liye achhi personality aur behtar communication skill ka hona anivarya hai.

Body language communication ka ek mahatavpuran ang hai jise kabhi najarandaj nahi kiya ja sakta.

Lekhak Arun Sagar Anand ne prastut pustak me shararik haw-bhaw sambandhit tathyo ke saath aavshyak chitron ka vistrit varanan kiya hai.

Shararik bhaw bhangimao ki takniki samajh hamare vayktitav me to sudhar lati hi hia.

Sath hi anya logo ke bich humari ek alag chavi viksit karti hai.

Is pustak ki sahayata se aap body language ke sabhi gudh sanketo ko pehchan apne vyaktitava me mahatvpurn vikas kar sakte hai aur anchahi samsayaon se bhi bach sakte hai.

Pustak saral evam sateek tarike se shararik bhashaon ki avayshak jankari pathako tak pahuchati hai yah pustak apke career ko unnati ke shikhar par le jane me avashya sahayak siddh hogi.

Read More
Special order line: only available to educational & business accounts. Sign In
£6.00
Product Details
V&S Publishers
9350573512 / 9789350573518
eBook (Adobe Pdf, EPUB)
29/07/2013
English
128 pages
Copy: 10%; print: 10%